Thursday, January 3, 2013

Kahin ishq ka taqazaa kahin husn ke nazarey

Kahin ishq ka taqazaa kahin husn ke nazarey
Na bacha sakenge daaman gum-e-zindagi ke maarey

Main un ka ho kar bhi na paa saka un ko
Meri tarah zindagi me koi jeet ke na haare

No comments: