Dil behlanay ki nahi koi sabeel
january ki sard raat'yn hain taveel
dalta houn apnay mazii per nigah
gahay gahay khainchta houn sard aah
kis tarah ab dil ko rah per laon main
kis bahanay se usay bhulaaon main
sub ko mahwe khawab rahat chor k
neend ati hai mery shabista'an main mery
mujh ko sotay dekh ker ata hai koi
mery ssenay se chimat jata hai koi
dekhta houn aa k aksar hosh main
koi zalim hai meri aagosh main
khud ko magar tanha hi pata houn main
phir ghari-bar baad main so jata houn main
phir kisi ko dekhta houn khawab main
is dafa pehchan leta houn tumhay
bhaag jatay ho qareeb subha-dam
chor daitay ho raheen ranj-o-gham
mujh ko tum seishq tha mudaat hoi
un dino tum ko bhi ulfat mujh se thi
kam nigahii iqtasa-e-saal-o-sun
kia hoi the baat janay ek din
band apna aana jana hogya
aur us per ek zamana hogya
tum ghalat samjhay hoa main baad-gumaan
baat choti the magar puhnchi kahan
jald hi main to pashema'an hogya
tum ko bhi ehsas kuch aesa hoa
nasha pindaar main lakin the mast
january ki sard raat'yn hain taveel
dalta houn apnay mazii per nigah
gahay gahay khainchta houn sard aah
kis tarah ab dil ko rah per laon main
kis bahanay se usay bhulaaon main
sub ko mahwe khawab rahat chor k
neend ati hai mery shabista'an main mery
mujh ko sotay dekh ker ata hai koi
mery ssenay se chimat jata hai koi
dekhta houn aa k aksar hosh main
koi zalim hai meri aagosh main
khud ko magar tanha hi pata houn main
phir ghari-bar baad main so jata houn main
phir kisi ko dekhta houn khawab main
is dafa pehchan leta houn tumhay
bhaag jatay ho qareeb subha-dam
chor daitay ho raheen ranj-o-gham
mujh ko tum seishq tha mudaat hoi
un dino tum ko bhi ulfat mujh se thi
kam nigahii iqtasa-e-saal-o-sun
kia hoi the baat janay ek din
band apna aana jana hogya
aur us per ek zamana hogya
tum ghalat samjhay hoa main baad-gumaan
baat choti the magar puhnchi kahan
jald hi main to pashema'an hogya
tum ko bhi ehsas kuch aesa hoa
nasha pindaar main lakin the mast
No comments:
Post a Comment