mohabbat ki kahani tou musafat hi musafat hai
mohabbat ki musafat aur
zaroorat ki musafat mein
numaya farq hota hai
zaroorat ki musafat mein
musafir wapsi k sarey imkan pass rakhta hai
mohabbat ki musafat main palatney ka koi rasta nahin hota
wo sari kashtiyan apni
jala detey hain sahil pay
k na-umeed honey per
paltna bhi ager chahen
tou wapis ja nahin payen
WAHIN GHARQAAB HO JAYEN...
mohabbat ki musafat aur
zaroorat ki musafat mein
numaya farq hota hai
zaroorat ki musafat mein
musafir wapsi k sarey imkan pass rakhta hai
mohabbat ki musafat main palatney ka koi rasta nahin hota
wo sari kashtiyan apni
jala detey hain sahil pay
k na-umeed honey per
paltna bhi ager chahen
tou wapis ja nahin payen
WAHIN GHARQAAB HO JAYEN...
No comments:
Post a Comment